Sassi Punnoo A Love Story 소개
Sassi – Pannu ke dastan aik aese wafadar biwi ke hai jo apne khawand kay liye tamam mushkilat jheel sakte thee aur mukhalifo ke sazish ka shikar ho ker apne mehboob khawand se juda ho gaye thee.
Mir Pannu Khan / Pannu, Mir Aali ka beta thaa jis ka taloq Balochistan mein aik Baloch qabele se thaa.
Sassi Sindh mein Bhambore kay aik Raja ke bete thee. Sassi ke pedaesh kay moqa per najamiyo ne kaha thaa woh apne khandandane waqar kay liye manhoos sabit ho ge. Lahaza Sassi kay baap ne hukm sadir keya thaa kay es larke ko lakre kay sandoq mein band ker kay Darya-e-Sindh mein phank deya jaye. Bhambore gaou kay aik dhobe ko woh lakre ka sandoq aur us kay ander majood bachi bhi mil jate hai. Us dhobe ka yeh emaan hota hai kay bache Allah ke nemat hote hain aur bayulad hone ke wajah se woh Sassi ko apne paas rakh leta hai

더 보기